What is calculator in hindi?
Dosto aaj ka jamana digital jamana hai. Jaha hum apna sara kaam digital tarike se karte hai.
Digital jamana ka matlab hai sare cheeze digitally istemal karna. Digital jamane main hum jyadatar machine digital machine use karte hai.
Digital machine use karne ka ek faida ye hai ki hum jo bhi kaam karte hai wo sabhi kaam asani se kar pate hai.
Digital machine main sara kaam bahut hi jald hoti hai or sab kaam puri correctly hota hai.
Aaj jo ki hum digital machine ke bare main baat kar rahe hai, to ek aisa digital machine hai jo ki hum har roj use karte hai.
Wo machine bahut purana hai, jo ki purana machine hai, calculator, jiske bare main lag bhag hum sabhi jante hai.
lekin thodi kuch baat hai calculator ke, jo ki sayed hum na jane, jo janna hamare liye assa hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Calculator kya hai? Calculator kisne banaya, kab banaya , calculator ka kaam kya hai,ye sab ke bare main.
Calculator kya hota hai?
Calculator ek electronic device hai. Calculator ke madad se hum koyi bhi bade se bada hisab chutki main calculate kar sakte hai.
Calculator kisne banaya tha?
Calculator do logo ne banaya tha, ek ka naam hai Edith Clarke or dusre ka naam hai Jack Kilby.
Calculator ko pehle japanese company main banaya gaya tha.
Calculator kab banaya gaya tha?
Calculator pehle 1642 main banaya gaya tha japanese company main. Tab ye clockwork-type mechanism se chalte the.
Calculator ke kaam kya hota hai?
Calculator hum hisab nikash ke liye istemal karte hai. Koyi bhi hisab ho ya kitni bhi badi hisab kyu na ho calculator ke madad se hum wo hisab chutkiyo main kar sakte hai.
Calculator hume koi bhi hisab pura correctly batata hai or usme galti hone ki gunjais bhi nahi hoti hai.
Calculator ke kuch type hai, kuch calculator battery se chalte hai or kuch solar se chalte hai.
Kuch calculator solar or battery dono se chalte hai, aise calculator ka price jyada hote hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha calculator ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila calculator ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- laptop Desktop or mobile ko restart kaise kare?
- Airtel sim ka number kaise jane All USSD code
- iPhone model 2 sim Dual sim support kounsa model iPhone hai ?