bartaman duniya mein internet ke upyog badh gaya hein. duniya ke lag bhag sabhi log software ke istemal krte hein. Thik usi tarah aaj kaal sabhi device mein, khaskar jo desktop, laptop ye sab device mein aaj kaal ek software bahut hi famous hein or har device mein rehta hein .
Is software ke name hein microsoft. Microsoft ek aisa software hein jo device ko ek alag hi power deta hein.
To dosto is post pe hum baat karenge microsoft ke owner bill gates ke jibonparichay bare mein. Bill gates ka janm, succes story,family in sab ke bare mein.
Bill Gates ke jibon parichay:
Bill gates duniya ke top ameer logo ke list mein ata hein. Bill Gates duniya ke mashur businessmen o mein se top mein ata hein.
Bill Gates ka janm hua tha tha 28 October saan 1955 mein. Bill gates America ke business magnet hai. Bill gates ek software developer or philanthropist hai.
Bill gates ka pura naam hai William Henry gates, Bill gates ka janm US ke Washington mein hua tha. Bill gates ko hum Microsoft company ke co owner ke rup se jante Hain.
Bill gates ke pita ka naam the William H Gates aur unke Mata ke naam the Mary Maxwell, Bill gates ne 13 sal ki umra mein apna pehla program likha tha lakeside prep school Namak ek private school se.
Bill gates ke family Bill gates ko ek lawyer ke rup me dekhna chahte the Lekin Bill Gates ki Ruchi computer programming mein hi thi. Bill gates ne apna pehla program ek machine ke liye likha tha.
Bill gates ne Havard University se dropped out kiya tha.
Bill gates ek bahut hi sadharan jivan byatit karta hai, Bill gates ke teen bacche Hain . Bill gates ne 1994 mein Melinda gates se shaadi kar li thi.
Bill gates ke success story:
Bill gates ne apni padhaai adhura hi chhod diya tha.unhone Havard University se apni padhaai Puri hone se pahle hi chhod diya tha. Padhaai chhodane ke bad unhone jivan mein bahut mehnat kiya tha.
Kadi mehnat ke bad unhone ek software company ko launch karne ka socha. Unhone Apne dam par ek software company establish Kiya tha.
unhone 1975 mein apna company ki shuruaat ki thi. Shuruaati taur par Bill gates thoda asafal Raha Lekin kuch saal Baad yani ki 1 se 2 saal ke andar Bill gates company duniya mein khadi utri thi.
Bill gates ne apne Bachpan ke dost Paul Allen ke sath milkar Microsoft ki shuruaat ki thi. Aaj Microsoft duniya ke sabse bade a software company mein top list mein aata hai.
Saan 1987 ko forbes ne Bill gates ko duniya ke wealthiest people ke roop mein Apne magazine mein Rakha tha. Saan 1995 se lekar 2017 Tak forbes ne Bill gates ko duniya ke dhani byakti ka title deta Raha.
Saan 2017 ke October mahine mein Bill gates Amazon ka founder Raha. Bill gates Aaj bhi duniya ke sabse Safal businessman ke list mein aata hai.
Bill gates ke net worth 2020,14 november tak hein US$ 119 billion.
Bill Gates apne income ke bahut sare hissa charity mein de deta hein.
At Last:
Toh dosto yeh tha microsoft ke founder Bill Gates ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko Bill Gates biography in Hindi! mila Bill Gates ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- ITR ka full form kya hota hain?ITR kab badhana hain?
- AEPS kya hai ?|iska upyog kya hai aeps ki puri jankari!
- ISRO Kya hai|About ISRO in Hindi!