Top 25+ hit popular songs of Jubin Nautiyal, ache gaane jo jubin nautiyal ne gaya? jubin nautiyal ke hitt songs
Namaskar doston aaj is post ke jariye Jubin Nautiyal ki top 25+ hit popular gaane ke bare mein kuch jaankari aap logo se share kar raha hu. Agar aap in sab gaane ke baade mein janna chahte hai to is post ko antim tak jarur padhe, umeed hai yeh post aap ko pasand aayega dhanywaad.
Doston jindagi mein har waqt muskurahaton hi muskurahaton ho yeh mumkin to nahi. Lekin jab bhi hum udaas ya akele hote hai tab sangeet ka ak bada yogdaan hota hai hamaari udaasi aur akelepan ko mitaane ke liye. Waise akelepan hi kiu, balki hum samaaroh mein, shadi byaah mein yani ki khushiyon ke palon mein geeton ka sahaara lekaraapne mehfilon ko guljar karne ki koshish karte hai.
Aise mein agar kisi Gayak, gayika ki awaz dil mein bas jaye to fir kiya kehne. Bas har pal, jab tab usi ke geeton ki farmaaishein ye dil karne lagta hai. Jamaana pishla ho ya aaj ka. Kuch gayak gayakey shrotaon ke dilon par sha jaate hai.
Jubin Nautiyal aaj ke aise hi ubharte hye singer hai jinke gaane yuvaaon ke bich khase lokpriy hai. Jubin Nautiyal ak Bharatiyon gayak, kalakar, hai. Isme koi do raay nahi ki Jubin Nautiyal aapni dilkash awaaj aur personality ke balbute sabke dilon par raaj kar rahe hai.
Jubin Nautiyal’s top 25+ hit popular songs
- Raataan Lambiyan lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Raataan Lambiyan lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Asees Kaur from the movie Shershah, lyrics and music by Tanishk Bagchi.
- Kabira lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Kabira lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur lyrics aur gaana ko likha, music, composed kiya Raaj Aashoo.
- Udd Jaa Parindey lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Radheshyaam | Prabhas & Puja
- Udd Jaa Parindey lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Mithoon from the movie Radhe Shyaam.
- Kamli lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Rajkummar & Kriti
- Kamli lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal, Divya Kumar, Sachin Jigar from the movie Hum Do Hamare Do.
- Suna Hai lyrics in hindi- Jubin Nautiyal | Vidyut & Rukmini
- Suna Hai lyrics in hindi from the movie Sanak. Is song gaaya hai Jubin Nautiyal aur likha hai Rashmi Virag.
- Dil Galti Kar Baitha Hai lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Dil Galti Kar Baitha Hai lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur likha hai Manoj Muntashir.
- Rim Jhim lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Rim Jhim lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is song likha hai Kunal Varmaa.
- Yeh Haalath lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Yeh Haalath lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Zara Khan. Aur is song ko likha hai Niranjan Lyengar.
- Khushi Jab Bhi Teri lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Khushi Jab Bhi Teri lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is song likha hai A.M. Turaz.
- Bewafa Tera Yun Muskurana lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Bewafa Tera Yun Muskurana lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal. Is song ko likha hai Rashmi Virag ne.
- Dil Lauta Do lyrics in hindi – Jubin Nautiyal & Payal Dev
- Dil Lauta Do lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Payal Dev. Aur is song ko likha hai Kunal Varma.
- Barsaat Ki Dhun lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Barsaat Ki Dhun lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is song ko likha hai Rashmi Virag ne.
- Hanjugam lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Hanjugam lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal from the movie Bhuj.
- Meri Jaan lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Meri Jaan lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Shashwat Sachdev aur is song ko likha hai Raj Shekhar ne.
- Tujhe Bhoolna Toh Chaaha lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Tujhe Bhoolna Toh Chaaha lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is gaane ko likha hai Manoj Muntashir ne.
- Ishq Karo Dil Se lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Ishq Karo Dil Se lyrics in hindi from the movie Koi Jaane Na. Is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal ne.
- Lut Gaye lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Lut Gaye lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal. Music composed kiya hai Tanishk Bagchi aur gaane ko likha hai Manoj Muntashir ne.
- Meri Aashiqui lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Meri Aashiqui lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is gaane ko likha hai Rashmi Virag ne.
- Govind Bolo lyrics in hindi – Jubin Nautiyal
- Govind Bolo lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal aur is gaane ko likha hai Pankaj Narayan ne.
- Bezubaan Kab Se lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Street Dancer 3D
- Bezubaan Kab Se lyrics in hindi from the movie Street Dancer 3D. Aur is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal aur Sidharth Malhotra.
- Kinna Sona lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Marjaavaan
- Kinna Sona lyrics in hindi from the movie Marjaavaan. Is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal aur Dhvani Bhanushali ne.
- So Gaya Yeh Jahan lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Bypass Road
- So Gaya Yeh Jahan lyrics in hindi from the movie Bypass Road. Aur is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal ne.
- Fakeera Ghar Aaja lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Junglee
- Fakeera Ghar Aaja lyrics in hindi from the movie Junglee. Is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal aur likha hai Anvita Dutt ne.
- Chitthi lyrics in hindi – Jubin Nautiyal, Akanksha Puri
- Chitthi lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal. Is gaane ko likha hai Kummar aur composed kiya hai Khajan Dutt ne.
- Akh Lad Jaave lyrics in hindi – Jubin Nautiyal, Badshah
- Akh Lad Jaave lyrics in hindi sung by Badshah, Jubin Nautiyal, Asees Kaur. Yeh gaana Loveratri movie ka hai.
- Kuch Din lyrics in hindi – Jubin Nautiyal | Kaabil
- Kuch Din lyrics in hindi from the movie Kaabil. Is gaane ko gaaya hai Jubin Nautiyal aur composed kiya hai Rajesh ne.
- Taaron Ke Sheharon lyrics in hindi – Jubin Nautiyal & Neha Kakkar
- Taaron Ke Shehar lyrics in hindi sung by Jubin Nautiyal and Neha Kakkar. Is gaane ko likha hai Jaani ne.
At last
Toh doston yeh tha aaj ke topic Jubin Nautiyal ki hit 25+ gaane ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye hai yeh gaane ke baade mein. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Also Read…
- Top 5 Picnic spot in Assam
- Ashish Chanchlani Biography in Hindi, Jivan Kahani
- Tilinga Mandir ke bare mein
Download karna hai