200cc bike under 2.0 lakh!
Hello dosto kaise hai aap log, asha karte hai aap sabhi asse hai.
Dosto aaj kaal duniya aage badh raha hai. Aaj ke zamane main hamare desh main bike ya car ki pariman badh gaya hai. Aaj kaal raste main bahut quality ke bike hai.
Aaj kaal hamare sabhi cheez update ho raha hai, thik isi tarah pehle hamare bike jitne cc main ate hai, Aaj kaal hamare bike ke cc badhaya gaya hai.
Aaj kaal bike ke minimum cc 125 se 135 cc ke bich hote hai, lekin aaj kaal raste par 200 cc ke bike jyada aa rahe hai. 200cc ke bike aaj kaal trand pe chal raha hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki top five 200cc ke bike 1.5 lakh ke andar kaun kaun si hai, iske features kya hai, ye sab ke bare main.
Top five 200cc bike under 1.5 lakh
1.RS 200:
RS200 Bajaj company ka bike hai. Ye ek 200cc ka bike hai. RS200 ka ex showroom price hai 1,63,198 rupee.RS 200 ka on road price hai Is bike ka milege hai 35km/l.
2.Xpulse 200:
Xpulse 200 Hero company ka bike hai. Ye ek 200cc ka bike hai. Xpulse 200 ka ex showroom price hai 1,25,070 rupee. Xpulse 200 ka on road price hai 1,40,928 rupee. Is bike ka milege hai 49km/l.
3.TVS Apache rtr 200v:
Apache rtr 200v TVS company ka bike hai. Ye ek 200cc ka bike hai. Apache rtr 200v ka ex showroom price hai 1,33,065 rupee. Apache rtr 200v ka on road price hai 1,47,466 rupee.Is bike ka milege hai 37km/l.
4.Bajaj NS200:
NS200 Bajaj company ka bike hai. Ye ek 200cc ka bike hai. NS200 ka ex showroom price hai 1,35,607 rupee.NS 200 ka on road price hai 1,54,115 rupee.Is bike ka milege hai 35km/l.
5.Honda Hornet 2.0:
Honda Hornet 2.0 Honda company ka bike hai. Ye ek 200cc ka bike hai. Hornet2.0 ka ex showroom price hai 1,32,401 rupee. Hornet 2.0 ka on road price hai 1,52,259 rupee. Is bike ka milege hai 45km/l.
Last word:
Toh dosto yeh tha Top five 200cc bike in India under 2 lakh ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila Top five 200cc bike under 2.0 lakh.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Top five offroading bike in India!
- Top five safe car in India for middle class!
- Top five scanner app for android!