Why we use linkedin in hindi!
Dosto aaj ka zamana bahut hi digital hai. Aaj ke is zamane main hum koi bhi digitally internet ke through kaam kar sakte hai.
Aaj ke is zamane main hum bahut aage badh gaye hai, aaj hum koi bhi kaam karne ke liye internet ka use karte hai or jyadatar kaam hum online pe hi karte hai.
Aaj ke zamane main social media ya kuch application ek aisa platform hai jaha hum apne apne bichar ya apne apne kaam ko logo ke samne la sakta hu.
Hum online ke through business, study or bahut sara kaam kar sakte hai or saath hi hum entertainment ke bhi bahut kaam kar sakte hai or dekh sakte hai.
Internet ke through business karne main aaj kaal bahut easy ho gaye hai or aaj ka jyadayar business internet ke through ke or jyada profitible ho gaya hai. Business ke platform hai internet pe Linkedin.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki linkedin hum kyu use karte hai? Linkedin kaise or kaha se download kare ye sab ke bare main.
Linkedin kaise or kaha se downlaod?
Linkedin hum google play store se download kar sakte hai. Iske liye hume pehle google play store pe jakar search option click karke linkedin type karna padega.
Search karne ke bad aap ke screen par linkedin ke app aa jayenge. App ke niche install ka option hota hai. Us install ke option par aap ko click karna hai.
Waha click karne ke bad hi aap ke phone pe ye app install yani download ho jata hai.
Linkedin kyu use karte hai?
Linkedin app ko business world ke whatsapp kaha jata hai. Linkedin use karne pe hamare bahut faide hai. Linkedin bahut sare bade bade business man apna account kholte hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha Linkedin app ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Linkedin app ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- बेस्ट टीवी स्ट्रीमिंग ऍप/Best TV streaming apps in Hindi!
- Mobile se paise kaise kamaye| Paise kamane wale Android Apps
- Software aur apps me kya difference hai ?