Cricketer Kapil Dev biography in hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyo ke bich ek khiladi hai Kapil Dev ji.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Kapil Dev ji ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Kapil Dev ji ke janam:
Kapil Dev ji ke janam 6 January 1959 ko Punjab ke Chandigarh main huwa tha.
Kapil Dev ji ke family:
Kapil Dev ji ke pita ka naam hai Ram Lal Nikhanj or Kapil Dev ji ke mata ka naam hai Raj Kumari Lajwanti. Kapil Dev ji ki wife ke naam hai Romi Bhatiya.
Kapil Dev ji ka pura naam:
Kapil Dev ji ko hum generally Kapil Dev ji ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Kapil Dev ji Ramlal Nikhanj.
Kapil Dev ji ke nick name:
Kapil Dev ji ko aise to hum bahut sare nick nick name se jante hai, lekin sabse jyada jo famous hai wo hai “Kapil Pajji”. Kapil Dev ji ke kuch or nick name hai “The Haryana Hurricane”.
Kapil Dev ji ke carrer:
Kapil Dev ji ek retired bhartiya cricketer or Bhartiya Cricket team ki retired Captain bhi hai. ek right handed all rounder hai.
Kapil Dev ji ke international carrier ki shuruwat 1 October 1978 main huwa tha Pakistan ke khilaf jo ek ODI match the.
Kapil Dev ji ne 17 October 1994 main ODI cricket se retire liya tha or unka last test the West Indies ke khilaf.
Kapil Dev ji ne Test debut kiya tha 17 October 1978 main Pakistan ke khilaf or unka aakhri Test match the New Zealand ke khilaf 19 March 1994 main.
Kapil Dev ji ne ek bhi T20I match nahi khela tha. Kapil Dev ji ne 1975 se lekar 1992 tak Haryana ke liye domestic cricket khele the.
Kapil Dev ji ke highest scores:
Kapil Dev ji ke ODI main highest score hai 175 run, Test cricket main highest score hai 163 run.
Kapil Dev ji ke total run hai ODI main 5248, test cricket main 3783.
Kapil Dev ji ne ODI cricket main total 253 wicket or Test match main 434 wicket liya tha.
Kapil Dev ji ne apne captaincy main India ko pehla world cup jitaya tha, 1983 main.
Last word:
Toh dosto yeh tha Kapil Dev ji ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Kapil Dev ji ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Rahul Dravid ke jeevan parichay!
- Saurav Ganguly biography in Hindi!
- MS Dhoni ke jeevan parichay ke bare main!