Cricketer Mohammad Kaif biography in hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Mohammad Kaif.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Mohammad Kaif ka janm kaha hua, Unka carrier ki shuruwat kaise or kab huye ye sab ke bare mein.
Mohammad Kaif ke mata pita ka naam!
Mohammad Kaif ke pita ka naam hai Mohammad Tarif or unka mata ka naam hai Kaisar Jahan.
Mohammad Kaif ke ek chota bhai hai jiska naam hai Mohammad Saif.
Mohammad Kaif ka janm:
Mohammad Kaif ka janm 1 December 1980 ko Uttar Pradesh ke Allahabad zila main hua tha.
Mohammad Kaif ki wife:
Mohammad Kaif ki wife ka naam hai Pooja Kaif. Mohammad Kaif ne 25 March 2011 main Pooja Yadav se shaadi ki thi, bad main unke patni ka naam Pooja Kaif huwa.
Mohammad Kaif ke carrier:
Mohammad Kaif Indian Cricket team ki right handed middle order batsman the or ek bahut shandar fielder bhi the.
Mohammad Kaif ka carrier ke suruwat cricket se hi huwa tha. Mohammad Kaif ke apne pehle domestic match ka shuruwat ki thi 1998 main.
Mohammad Kaif ek former bhartiyo cricketer hai. Mohammad Kaif ne apna pehla test 2 March san 2000 mein khela tha South Africa ke khilaf.
Mohammad Kaif ka last ODI tha 29 November 2006 ko South Africa ke khilaf or Mohammad Kaif ke last test tha 30 June 2006 ko West Indies ke khilaf.
Mohammad Kaif ODI debut kiya tha 28 January san 2002 mein England ke khilaf. Mohammad Kaif ne IPL debut kiya tha 2008 main Rajashthan Royals ki or se.
Mohammad Kaif retirement:
Mohammad Kaif ne 2018 ko international cricket ko alvida keh diya tha.
Mohammad Kaif as coach:
Mohammad Kaif filhal IPL main Delhi Capital ke coach hai.
Mohammad Kaif ke highest scores:
Mohammad Kaif ke ODI main highest score hai 111 run, Test cricket main highest score hai 148 run.
Mohammad Kaif ke total run hai ODI main 2753, test cricket main 624.
Last word:
Last word:
Toh dosto yeh tha Mohammad Kaif ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Mohammad Kaif ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe: