about networking devices in Hindi! Repeater, Hubs, Switches, bridges, router or gateway ke bare main kuch jankari!
Dosto kaise hai aap log. Asha karta hu ki app log sabhi asse hai. Dosto aaj ka zamana digital zamana hai.
Aaj ke is zamane main hum internet ke sahare kaam karte hai. Internet ne hume aaj bahut age le gaya hai. Internet ke chalte hamare bahut sara system kaam karte hai.
In sabhi system ke sabhi kaam ke pise kuch chote chote mechine a kaam karte hai, jiske badaulat hum bahut assi tarah se or bina kisi jhanjhat ke internet use kar sakte hai.
Internet use ke ka network system ke kuch device ke bare main hamara janna jaruri hai, jo hamare liye bahut madadgar sabit hoga.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki internet duniya yani network system main use kiye janewale kuch device ke bare main.
Network system main use honewale kuch aam device ke bare main kaha jaye to us main kuch device ke naam hai-
1.Repeater
2.Hubs
3.Switches
4.Bridges
5.Router
6.Gateway.
To aiye ye sab ke bare main jante hai-
1.Repeater:
Repeater ek networking device hai, jo device networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke physical layer main hote hai.
Repeater ka kaam hai retransmitting ke pehle jo incoming signal hote hai use amplify or regenerate karta hai.
2.Hubs:
Hubs ek networking device hai, jo device networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke physical layer main hote hai.
hubs ka kaam hai network main jo multiple device use hote hai unko connect karna. Hubs ko generally LAN(Local Area Netwok)main use kiya jata hai.
3.Switches:
Switches ek networking device hai, jo device networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke data link layer main hote hai.
Switches ka kaam hai network ke device hai unko connect karna.
4.Bridges:
Bridges ek networking device hai,jo device networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke data link layer main hote hai.
Bridges ka kaam hai network main jomultiple LANs hote hai unko apash main connect karta hai, taki ek bada LAN bana sake.
5.Router:
Router ek networking device hai,jo device networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke Netwok layer main hote hai.
Router ka kaam hai data packets ko receive karna, unka analysing karna or forwarding karna.
6.Gateway:
Gateway ek network node hai jo do network ke operating ke bich passage banata hai alag alag transmission protocol use karke.
Gateway networking ke OSI(Open System Interconnection) model ke Netwok layer main hote hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha network system main use kiye janewale kuch device ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila network system main use kiye janewale kuch device ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- HTTP and HTTPS ke bare main kuch jankari!
- Top five latest 5G phone in India!
- How to become IRS officer in Hindi?