Laptop par Facebook kaise chalaye | PC mein Facebook istemal kare best way

Namaskar dosto, Social media platform Facebook ko hum sabhi istemal karte hai, aj ke is date par FB istamal karna jitna jyda jaruri ban gaya usse jyda logoka adad ban gaya, FB ko subab sham use krna man krta hai. 

Facebook ka app bhi hai aur ap bina app ke bhi istemal kar sakte ho, lekin dosto kuch logone Muje sawal puch rha hai Jakir tum Facebook kaha pe use karte ho?. mobile mein toh app se FB chala leta hu magar FB ko laptop par chalane ke liye thoda dikkat hoti hai. Isiliye aj ke is post par mene bataya ki laptop par Facebook kaha pe chalaya aur kounsa apps par chalaya ya fir browser me.

Best Way to use Facebook on pc
 

Chrome browser

Mera hisab se sabse best tarika hai laptop par fb use karna woh hai chrome browser par, chrome par Facebook istemal karne ke liye apko koyi bhi apps/software ka jarurt nahi hai bas ap url par type kijiye Facebook.com agar ap chrome par messenger istemal karna cahte hai toh url par type kijiye Facebook.com/messenger/t.
 
Facebook app win store
Dusra method hai computer par Facebook istemal karna woh hai Facebook software yeh sirf windows 10 ke liye available hai AP windows store se Facebook apps ko download karke Facebook istemal kar sakte hai.
 
Iska khas bat yeh hai ki apko Facebook istemal krne ke liye apka browser par load nahi hoga aur ap Facebook ko kafi acchi se use kar payenge.
 
Note: win fb app par use karne ke liye kafi speed internet hona cahiye, wese laptop par aap kaise bhi fb chalao uske liye internet speed high hona cahiye.
 
Blustack ke duara fb app
Agar ap cahte hai ki apne laptop par Facebook istemal kare woh bhi android phone ke jaise hi interface cahiye toh aap blustack software ke madad se fb istemal kar sakte hai.
 
Iske liye aap sabse pehle apka laptop par blustack software download and install kar uske bad software ko apne gmail account se login kare then apko play store milega woha se Facebook app ko install karke fb istemal kar payenge. Let’s enjoy


Last word:
Toh dosto aj apne jana ki laptop, computer par Facebook kaise istemal kare, pc mein FB use karne ke liye best tarika.

Toh post kaisa laga comment mein jarur bataye. Ho sake toh Is post ko apne social media par jarur share kare ?

kuch Sawal hai toh comment par bataye ?. latest post ki update pane ke liye hamare Facebook page like karna na bhule aur hamare blog ka bell icon ko subscribe kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

Yeh bhi padhe –

2 thoughts on “Laptop par Facebook kaise chalaye | PC mein Facebook istemal kare best way

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *