About MX taka tak in Hindi!
Aaj kaal hum digital zamane main reh rahe hai. Aaj hume har cheez naye naye milte jate hai.
Aaj hume naye naye cheez matlab naye digital cheeze or saath hi kuch bahut mazedar apps mil jate hai.
Jis aap par hum pasandida cheez dekh sakte hai, or saath hi hum apna talent bhi us app ke jariye duniya ko dikha sakte hai.
Pehle ek app hote the jo ek bahut hi famous app tha, jis app ka naam tha tiktok.
Lekin ye app china ka tha, jiske karan ye app india main band ho gaya tha, kyuki india ne hal hi kuch din pehle sabhi chinese app band kar diya tha india main.
China ke saath India ke relation itna acha nahi tha, jiske karan sabhi chinese app band kiya tha.
Lekin is tik tok app ke alternate ek app banaya hai, jo ki India ke hai, Jis app ka naam hai Mx Taka tak.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Mx Taka tak app kya hai, Mx Taka tak app ka launch kab hui thi ye sab ke bare main.
Mx Taka tak short video app ki Puri jankari!
MX taka tak ek short video app hai, jis app par log video banate hai, kuch second video banata hai.
MX taka tak ke video hum social media pe share kar sakte hai, apne dosto ke sath share kar sakte hai.
MX taka tak app hubhu tik tok ke jaise hi hai,far yeh hai ki tik tok chinese app tha or MX taka tak hamare India ke app hai.
MX taka tak kis company ka hai?
MX taka tak MX player ka hai. MX player ne India main tik tok band hone ke bad is app ko India main launch kiya tha.
MX taka tak app ko kaise or kaha se download kare?
MX taka tak ko download karne ke liye niche kuch step diya gaya hai:-
Step 1: MX taka tak app ko download karne ke liye pehle aap ko play store pe jakar play store ko open karna padega.
Step 2: Play store open karne ke bad waha ek search option dikhai dega, waha pe aapko MX taka tak likh kar enter karna hoga.
Step 3: Waha enter karne ke bad apke device ke screen par MX taka tak app aa jata hai.
Step 4: Uske bad aapko is app ko instal karna hota hai, jo side par install ka option hota hai us par click karke.
Step 5: Install karne ke bad is app ko aap ko open karna hota hai, side par jo open ka option hota hai us par click karke.
MX taka tak app ka play store pe size hai 55 mb. Is app ko lag bhag 100 million plus logo ne download kiya hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha MX taka tak app ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Mx taka tak app ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Blogger/Youtuber ke liye 5 Best Apps jaha se Awesome Thumbnail bana sakte ho
- Airtel sim ka number kaise jane All USSD code
- Doc Scanner app kya hai? Is app ke kam kya hai?