Samsung’s phone ka price high kyu ? compare to others brand

Hi friends, Apka swagat hai Knowledge finder blog par aaj hum baat karenge Technology Related ek topic ke upar jo ki company ke bare me hai kafi logoka manme yeh sawal rehta hai ajkal ke mobile market mein sabhi brands ke mobile price hote hai toh Samsung ke phone ke price itna high kyu hote hai toh dosto is post ko read apko jankari mil jayega kyu Samsung’s phone ka price high kyu ?| Dusra brand ki phone price kam samsung ka jyda kyu, why samsung’s phone price is high in Hindi

Samsung phone ki price jyda kyu hote hai ?
Report aur mera research aur sabhi tech se judhe logoka manna hai Sab brand ki smartphone ka price kam rehta hai jaise Xiaomi, Realme etc. lekin Samsung company ke phone  kyu itna mehenga hai. Samsung company walo itna high price kyu rakhte hai iska answer sirf ek hi nahi hai koi sare fectors ke wajah se samsung ka phone price jyda hai jaise ki Ek Research. samsung brand ki sabhi models kafi Research, naye naye design dundne ke bad hi launch kiya hai. 

aur apne ghour kiya honge jo naye naye models aur features ki mobiles market mai aate hai woh sabse pehle samsung ne hi late hai uske bad baki companiya dekh dekhkr us Design se smartphone banate hai. Ashan basha se kahe toh samsung brand research par paisa invest karte hai jis wajah se phone ka price jyda ho jate hai.

         Android phone history in Hindi

Dusra reason yeh bhi hai samsung’s smartphone par jo parts istemal hote hai woh sabhi brand ke parts se alag parts istemal karte hai yani kuch parts samsung company khud banate hai uske bad woh sare parts apne smartphone par istemal krte hai is wajah se bhi samsung’s phone kimat jya hai.

Tisra jo hai branded dekhiye jitna bhi market mein smartphone brands hai lagh bhag sabse pehla brand Samsung, Nokia, Motorola hi hoga toh Samsung ka hi bat krte hai ek jan pehchan brand banane ke liye unlog har samay apne product quality behtar dene ki kochis kiy aur Samsung brand ke customer services ke liye mera khayal se sabhi brand me se samsung hi aise brand hoga jiska services centre wagera sabse jyda hai. matlab har sehro mai samsung ki services centre rehta hai yeh sabke liye bhi branded company ka products price thoda high rehta hai.


Other brand ke smartphone price kam kyu ? like Xiaomi
Aj ke date par smartphone market mein xiaomi yani redmi is brand ka phones ka price budget rang me hai aur sabse kam price mai accha khsa futures mil jate hai toh iska karan kya woh jante hai. aapne upar jitne read kiya usse toh apko bahut kuch pata chal hi gaya hoga. aaiye or deep jante hai.

Xiaomi,Redmi ka phone ke price bhi kayi reasons hai price low ka, jaise ek toh yeh hai xiaomi ke phone par kabi bhi apko earphone nahi milta toh is wjah se bhi kam kimat mein accha khasa future rehne wale phone mil jate hai simple bat xiaomi ka Original earphone ka price 1,000 to 2,000 tak hote hai toh phone ke sath earphone nahi deta toh kam price mein phones market mein launch kar pate hai.

Dusra Xiaomi ka price kam hone ka yeh bhi ek reason hai, aap gour karenge toh apko pata chalega ki xiaomi ke jitna bhi mobiles launch karte hai unka ads bagera pe invest kam krte hai , jaise xiaomi ke poster wagerah dekhne ko kam milte hai. or TV par bhi ads kam dikhay jate hai xiaomi ke phone offline market par bhi sales jyda nahi krta yani sabhi models apko offline par available nahi rehta toh is wajah se bhi unki mobiles kam price me de pate hai.


Xiaomi brand ka main target hai online customer jispar ads mai jyda paisa invest karne ki jarurt nahi padte haan apne dekha hoga xiaomi ke phone ke bare me sabhi Tech Youtuber batate rehta hai toh isse pata chalte hai xiaomi brand ads par paisa kam invest krke Youtuber ke madad se Online sales grow kr lete hai.

Last Word:
Toh Dosto i Hope apko janne ko mil gaya kyu samsung ke phone price jyda hai aur dusra brand ke phone sasta kyu hai.

Agar aapko is post Pasand Aaya to ise Share Kare kuch sawal hai toh comment par jarur puche aur Hamare site ki latest post pane ke liye Hamare Facebook page ko like kare, Hamare blog ki Bell icon ko press Karen dhanyavad. Knowledge finder visit karne ke liye Thanks again.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *