Micromax Smartphone: IN Note 1 & Note IN 1b full specification!

Kafi time se market mein chinese phone ne market jama li hai.. lekin kuch time pehele bharat or china ke bich kuch bibadh hone ke karan jyadatar chinese product india me banned kardiya gaya hai. isi baat ko dhyan rakhke Micromax company jo ki hamare bharat ke company hai. jiska founder or owner bharatiya hai. Rahul SharmaRajesh Agarwal. micromax ke owner hai.

yeh micromax firse india ke liye naye models phones launch kar rahe hai.. jo already 3th november ko launch kar chuka hai jiske first sale 24 november ko hai.

Toh dosto is post mein apko micromax ke naye 2 model phone ke puri jankari milega IN Note 1 & Note 1b full specs, battery, performance, camera, chipset

Micromax ne come back ke sath sath apne brand ke ek naya name bhi diya hai jo ki IN is name se phone rahega IN ke matlab India. 2 new model phone me se ek hai micromax IN note 1 or dusra wala IN 1b to sabse pehle Micromax IN Note 1 ke kimat or khasiyat jante hai.

Micromax IN Note 1

Display:

IN Note 1 mein 16.94cm (6.67 inch) is size ke display, 2400 x 1080 Pixels Resolution, HD+ IPS Infinity display diya gaya hai.

Key Specs:

  • RAM: 4 GB RAM 
  • Storage: 64 GB ROM | Expandable Upto 256 GB
  • Processor: MediaTek Helio G85 (MT6769V/CZ) Processor
  • Battery: 5000 mAh
  • Camera : 48MP + 5MP + 2MP + 2MP|16MP Front Camera

Chipset and Performance

MediaTek Helio G35 (MT6765V/WB) Processor hai.. OS Android 10 pure android diya gaya hai, 2.3 GHz clock speed.

Charging and Battery

5000 mAh Battery, fast charging support ke sath hai.

Micromax IN 1b

Display:

IN 1b mein 16.56cm (6.52inch) is size ke display, 1600 x 720 Pixels Resolution, HD+ IPS display diya gaya hai.

Key Specs:

  • RAM: 4 GB RAM 
  • Storage: 64 GB ROM | Expandable Upto 256 GB
  • Processor: MediaTek Helio G85 (MT6769V/CZ) Processor
  • Battery: 5000 mAh
  • Camera: 13MP + 2MP | 8MP Front Camera

Chipset and Performance

MediaTek Helio G35 (MT6765V/WB) Processor hai.. OS Android 10 pure android diya gaya hai, 2.3 GHz clock speed.

Charging and Battery

5000 mAh Battery, fast charging support ke sath hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also read..

4 thoughts on “Micromax Smartphone: IN Note 1 & Note IN 1b full specification!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *