Hello, Kya aap bhi Instagram use karte hai ? kya apka bhi kuch useless Instagram accounts ban gaya jo aap abhi delete karne Chah rhe hai, magar Instagram account delete kaise kare apko samaj nahi arha hai ? ya phir aap janna cahte hai ki kaise Instagram acccount ko hamesa ke liye delete kare ? Toh Dosto Swagat hai apka Knowledge finder blog ke is Article mein jo ki Instagram related hai.
Aaj Hum janenge ki kaise Instagram account delete kaise karte hai, Instagram account hamesa ke liye delete kaise kare, How to remove Instagram Account permanently in Hindi, Toh is post ko end tak jarur read kare isme apko Insta account delete kaise kare jankari mil jayega.
Instagram account delete karne ke liye sabse pehle aap apna instagram account ko apne pc mein login kare, ya phir apna mobile browser chrome mein Desktop site mode kare
Yadi aap apka Instagram id (account) ko Temporary Delete karne chahte hai kuch hi dino ke liye: STEP : 1 Toh aap sabse pehle Edit profile par jaye,
edit profile mein jane ke liye ap upar image par diya hua step dekhe! Sabse pehle right side ke Person symbol par click karna hai uske bad edit profile par then step 3 mein Temporarily Disable my account par click kare
STEP : 2 Click karne ke bad apko Reason select karna hai aap kyu instagram account ko temporarily disable karna cahte hai, select karne ke bad apka Insta account ka password dalna hai or Fir niche temporarily disable button par click kar dena hai. toh bas apka insta id Temporarily disable ho gaya. aaiye aab jante hai Instagram account permanently delete kaise kare
How To Delete Instagram account permanently in Hndi
Insta account delete karne ke liye apko ek link ki jarurat hoga jo ki Instagram account remove requst link hai, us link par visit karne ke bad apko Reasons select karna hoga ap kyu instagram account ko parmanently delete karna chahte hai, reason select karne ke bad apka insta account ki password dalna padega. aap niche step by step follow kare!
STEP : 1 Sabse pehle aap Instagram account remove request link par click kare or visit karne ke bad aap reason select kare or password enter kare
STEP : 2 password enter karne ke bad apko bas Permanently delete my account par click kardena hai, bas abhi apka Instagram account hamesa ke liye delete ho gya!
Last word
Toh aaj humne apko Instagram account permanently delete kaise kare bata diya, asha karta hu abhi aapko pata chal gaya Instagram account ko kaise remove aur Temporarily Disable kaise karte hai.
Hello Dost, Post kesa laga aur apko koi sawal hai Toh comment par jarur likhe, Ho sake toh is post ko Apne Dasto ke sath, social media par bhi share jarur kare, article ke anth me aur shuruwat me share button hai udhar se aap click Karke ashani se share Kar payenge.
Aap hamare Knowledge finder ke latest updates pane ke liye Facebook page like kare, Right side par Bell icon ko subscribe kare! ?
“HAR BAAR KI TARAH APKA KEEMTI SAMAY DEKAR HUMARE ARTICLE KO PADHNE KE LIYE AUR KNOWLEDGE FINDER PAR VISIT KARNE KE LIYE BAHUT BHAUT DHANYAWAAD”
Yeh bhi padhe –
- facebook account par name kaise change kare
- Instagram se videos, photos kaise download kare
- Whatsapp status gallery mein kaise save kare