Sukrat thought in Hindi | Janiye mahan sukrat ke Vichar ke bare me

Bahut se log sukrat ko nahi jante honge.Ye ek thinkers the.Lekin sirf enke liye thinkers kahna achha nahi hoga.Ye ek greate thinkers the.Ye aise hi nahi greate thinkers kahlate hai.Enki soch kafi door tak thi. Bahut se bare bare hastiya unki thought ka prshansha karte hai.Aaj bhi hamare general knowledge ke kisi panne mr aapko mahan sukrat ke bare me dekhne ko mil jayega.Bahut se Exam aur internview me bhi enke aur enke khyalat ke bare me puchne ko milega. Hal hi ke NDA exam me mahan sukrat ke bare me pucha gaya prashan aaya tha.

Mahan sukrat ki soch kali das jaise mahan hastiyo ki soch jaisi hi thi.Lekin hum sukrat ko chhorkar Kali das,chankay ye sab ke bare me jante hai kyoki ye hamare desh bharat ke hai.Enhone apni puri jindegi bharat ke kamo aur kriyayo me laga di.Jisse humlog en  mhaan hastiyo ko jante hai.Par hum mese bhi bahut log mahan sukrat ke bare me bhi jante honge.

Agar aap General knowledge me kafi jyada intrest lete honge.Ya fir kabhi kabhi bare bare thoughter ke bare me research kiye honge.Ya kabhi aapne apne desh ke alava dusre desh ke mhan hastiyo ke bare me janane ka koshish kiye honge.To aapko mhan sukrat ke bare me sunne ko zroor mila hoga.


Mahan sukrat kon the? | Mahan sukrat ke janam aur maut kab huye hai ?
Mahan sukrat un logo me se aate the Jo kafi door ko drishti rakhte the.Kahne ka matlab hai ki Ve ek great thinker the. Jaise hamare desh me sabse jyada aur mahan thinker Chankay ko mana jata hai. Usi prakar sukrat apne soch aur vicharo ke liye logo me prashidh the. Woh Yunan ka rahne wale the.

Aap me se bahut log yunan ka nam bhi nahi sune honge.Yunan ke desh hai jo hamare bharat desh se bahut door hai, aur yahi karan hai ki hum enhe nahi jante hai. Ve yunan ke ek mhan darshnik the.Sukrat ka pashchimi sabhyta me enki aham bhumika rahi hai.Enhe pashchimi dashak ka janak bhi kaha hai.Enka janm 470/469 aur mirtyu –399 eshvi purv huyi thi.

EnKe 10 mahan thoughts :-

Aap kuch nahi Jante ho.Es bat ka gyan hi sachha gyan hai.

Vaise jivan jisme pariksha na li gayi ho.Ve jine yogy nahi hai.

Duniya me keval ek hi chiz achhi hai aur vo hai –gyan aur keval ek hi chiz buri hai–Agyan

Mai kisi ko kuch nahi padha sakta,Mai to keval unhe sochne par majboor kar sakta hu.

Aashchary hi budhimani ka shuruat hai.

Har vykti ki taraf dyalu bane,Kyuki har vaykti ek kathin larayi lar rha hai.

Aapne aap ko janne ke liye apne bare me sochiye.

Jo vaykti apne pas hone wale chize se santust nahi hai.Vo bhavishay me milne wali kisi bhi chiz se khus nahi hoga.

Prashnko achhese samjh lena hi adha utar hai.

Gyan ko dhan se jyada mahatvpurn samjhe.Kyuki gyan sambast hai aur dhan kshambhur.


Last Word:
Toh Dosto asha karta hai apko yeh post Mahan sukrat ke bare me jankar accha laga hai, Aur apko Sukrat thought in Hindi inme se mahan sukrat ke 10 vichar padhkar apko man me accha feels horha hai. Is post ko apne dosto ke sath jarur share kare,  kuch sawal hai toh comment par jarur puche aur Hamare site ki latest post pane ke liye Hamare Facebook page ko like kare, Hamare blog ki Bell icon ko press Karen. Knowledge finder visit karne ke liye Bahut Bahut Dhanyawaad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *