Airtel payment bank Full details in Hindi | airtel payment bank kya hai

Airtel payment bank Full details in Hindi | airtel payment bank kya hai !

Hi Dosto, agar ap internet use karte hai aur facebook,whatsapp to use karte hi honge sayed apne kahi na kahi kisise jarur suna hoga Airtel payment bank ke bare me. or apke man me yeh sawal jarur aya hoga ki Airtel ek Sim operator ya ni telecome services provide karta he toh yeh Airtel payment bank kya hai, vohi aj hum purah detail me bat karenge Airtel payment bank ke bare me. airtel payment bank ka sare rules ke bare me, or iska benefits felicity ke bare me bhi.



sabse pehle apko me yeh bata deta hu ki Airtel payment bank yeh ek bank hai ya ni jaisa SBI wesa hi is bank ka naam hai “Airtel payment bank”
 
Post ko end tak read kijiye apko airtel payment bank kya hai, airtel payment bank ke bare me sare doubt clears ho jayega. jaisa ki Airtel payment bank me kitna paisa jama karna padta hai, airtel payment bank account kaise open kare, airtel payment bank ka interest kitna milta hai. sare bate janne ko milega. Airtel payment bank ke bare me!
 

 

Explain Airtel payment bank kya hai ?
 
Airtel payment bank ek Bank hi hai jaise ki upar apko bataya gaya hi Airtel payment bank ek bank ke naam he jaise SBI state bank of india wese hi Airtel payment bank bhi ek bank naam hai. Lekin airtel payment bank ka planing bahut hi alag hai anya bank se. Q ki Airtel company ka yeh manna hai ki Normal jo bank hota hai usme customers ko laine lagna padta hai. Isiliye Airtel company ne yeh kehta hai ki Airtel payment bank ka subhida sabse alag hai. Airtel P bank ap apne najdik ki dukan par hi banking ka subhida utha payenge.
 
Jaise ki bank me paisa deposit/withdrawal karne ke liye bank me jakr line par khara rehna padta he. Lekin vohi ap airtel payment bank account khulenge toh apko woh jhanjat nehi hoga. Ap apne nearby dukano me hi Deposit/Withdrawal kar payenge. 
 
Airtel company ka yehi sabse badha motive hai ki Customers ka subhida hone ke liye Airtel payment bank ko suru kiya hai. Taki customers najdiki airtel retailers se hi banking kaam kar paye. 

Airtel payment bank ka service kabse shuru hua hai ? 

Yeh subhida 2016 se hi shuru hua tha lekin kuch jagah pe abitak start nehi hua hai. wese airtel payment bank ki founded 2016 me hui or iska Headquarter delhi me hai. CEO : Anubrata Biswas jo ki May 2018 ko hua tha. Bharti airtel Parent organization he.   Airtel payment bank kaise khole   Ispar account kholne ke liye apka Adhar card pan card hona jaruri hai. 1. agar apka Adhar hai to ap My airtel app download karke ap khud hi Airtel payment bank account open kar sakte hai.   2. ap apne najdike Airtel retailer se bhi account open kar payenge. lekin yeh payment bank system us retailer ka hona cahiye.      

Airtel payment bank interest kitna hai ?

Kitna paisa deposit kar sakte hai   sabhi bank ke trah hi hai Interest hai Airtel payment bank me, Saving aur FD account par 7.25 % tak milta hai. ap is bank me 1 Lakh rupeya tak Deposit kar payenge.  

Ummed karta hu ap airtel payment bank ke bare me jan gaye honge. agar apko koyi sawal he toh ap comment ke jariye puch sakte hai. Knowledge finder site ko social media par bhi follow kare facebook, instagram. is post ko read karne ke liye bahut bahut Dhanyawaad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *