outgoing aur incoming band ho gaya? |Prepaid plans 2019

Hi, jaisa ki kuch dino se ek problem chal rha hai jio ke alawa jo telecom operator hai in sare company ke sim par incoming aur outgoing calling subhida dono hi band kr diya hai, Toh dosto is post par apko jawab mil jayega, prepaid plans 2019, incoming aur outgoing service band kyu hota hai !

 

Prepaid postpaid kya hai ? 
Prepaid and postpaid kya hai iske bare me apko shayed pata hi hoga lekin kuch log hai jo abhi bhi confuse hote hai ki Prepaid kya hota hai aur postpaid kya hota, toh is post ko end tak read kijiye apko pata chal jayega.

 

Prepaid kya hai, Prepaid plans 2019
 
Prepaid vohi hota hai jo apne man pasand se recharge kiya jata hai yani jab man chahe recharge karwao jab nehi krna hai tab nehi krna hai, Prepaid plans 2019 yeh hai ki 2018 ke last me sare telecom company ne rules change kr diya hai. 

 

Jaise ki ap sab log jante hi honge pehle apne Prepaid number par 10, 20 rupees ka recharge kr sakte the lekin ab wesa nehi kr sakte ho, ab apke prepaid number par har mahine recharge krna hi padega. Prepaid plans 2019 ki sabhi company ka jaise ki Airtel, Idea, Vodafone Minimum 35 Rupees ka recharge krna compulsory hai.

 

Validity ke liye bhi 35 recharge krna hai, agar apka recharge kiya hua 30 days ho gaya hai aur apke number par balance bhi hai firbhi apko 35 rupees ka recharge krna padega, nehi toh apka incoming, outgoing dono stop kr diya jayega, Sidha sidhi bat kare toh apka Prepaid number par har mahine recharge krna hi hai.
 
Idea, Vodafone, Airtel TalkTime, Validity Plans 2019
 
              MRP
 
        Talk Time
 
    Validity
   35
26 TT+ 100MB
2.5p/sec 
     28 days
   65
55 TT + 200MB
1p/sec
    28 days
   95
95 TT + 500MB
30p/min
    28 days
  142
145 TT+ 1GB
30p/min
     42 days
  245
245 TT+ 2GB
30p/min
     84 days

Postpaid kya Hai ?
Postpaid number par apka recharge nehi karna padta hai isme apko unlimited calling,data istemal kar payenge bas apko har mahina payment krna hoga, yani postpaid bill pay krna hota hai.

 

Toh dosto asha krta Hu ap jan Gaye honge prepaid plans 2019, aur incoming and outgoing band hone ka karan.

Agar apko post aya toh is post ko jarur share kare, knowledge finder blog ko grow karne ke liye hame support kare Facebook page, www.knowledgefinder.in ko follow krke sath de. Thank you so much

Yeh bhi padhe –

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *