Hi, aagar aap bhi power bank kharidne ka soch rahe hai or dund rhe ha 1000 rupees ke andar koyo accha wala power bank toh dosto is post mein humne 5 power bank ke list ki hai or sabke rating start bhi kafi acche hai price bhi 999 ke aas paas hai.
No. 1 Mi PowerBank 18W 10,000 mAh
Mi Xiaomi brand ke yeh Powerbank kafi jyada bika hai iska andaza aap khud laga skte hai Amazon online shopping store pe dekhkar. Review, rating Star 4.2 hai. Is Powerbank ka price hai Rs. 1199 par aapko discount ke sath Rs.899 me mil jayega. ise Amazon se buy kar skte hai upar Shop now button par click kare.
No. 2 Redmi 10000mAh Li-Polymer Power Bank (Black), USB Type C and Micro USB Ports | Fast Charging
Dusra no. pe humne redimi ke hi PoweBank rakha hai iska model hai Redmi 10000mAh Li-Polymer Power Bank (Black), USB Type C and Micro USB Ports | Fast Charging. isme apko USB Type C bhi milenge. Is Powerbank ka price hai Rs. 999 par aapko discount ke sath Rs.799 me mil jayega. ise Amazon se buy kar skte hai upar Shop now button par click kare.
No. 3 Syska 10000 mAh Power Bank (Fast Charging, 10 W) (Blue, Lithium-ion)
Tisra number par humne syska ke power bank list kiya hai iska price 699 rupees ke aas paas hai or ye 10,000 mAh, 10W ke hai .flipkart me is power ban sells kafi jyda hua hai or 48,000 se jyda logone review diya hai 4 star review hai.
No. 4 Philips 10000 mAh Power Bank (Fast Charging) (Black, Lithium Polymer)
Yeh philips ke Power Bank (Fast Charging) support hai or 10000 mAh ki hai. isme 2 USB ports hai is power bank ke price 999 rupees hai offers ke smay or kam kimat me flipkart par mil jati hai. is power bank ka Rating 4.2 star hai.
No. 5 realme 10000 mAh Power Bank (Quick Charge 2.0, Quick Charge 3.0) (Yellow, Lithium Polymer)
Realme ke yeh naye power bank flipkart me available kiya hai, dekhne me bhi kafi acche design hai or iska 10,000 mAh quick charge ke sath hai. iska c type ports hai jisse better support milenge quick charge me. is power bank rating 4.3 star hai.
At last:
Toh dosto yeh tha best power bank under Rs.999, 10,000 mAh PowerBank Under Rs.999 ummed hai aapko inme se power bank choice kar payenge. Note: humne yeh post keval hamare research ke anusar jo sahi lage or best product ki list kiya hai. kisi tarah ke promotion post nahi hai.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Also read..
- क्या आपको पता है Google maps से Traffic जाम पता चलता…
- Google image search kya hai? गूगल पे इमेज सर्च करना सीखे!
- Computer या laptop में screenshot कैसे लेते है!