Aaj ke jamana bahut smart ho gaya hai. Aaj kal har kisi ke pass mobile phone hota hai or har koyi mobile use karte hai.
Sab logo ki apne apne mobile number hoti hai, jiske sahai se hum ek dusre se call par baat kar sakte hai.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki mobile number block kaise kare? Block karne ke faide ye sab ke bare mein.
Mobile number block kaise kare?
Mobile number block karne ke liye apko contact list mein jana padega, waha jane ke bad aap jis number ko block karna chahte ho us par click karna padega.
Waha click karne ke bad apke mobile ke screen par niche ek option ayega, jis option ka nam hai more.
Waha click karne ke bad apke mobile screen par kuch option aa jayega, usme se ek option hota hai add to blacklist.
Apko us add to blacklist option par click karna padega.waha click karte hi apka select kiya huwa number blacklist par chala jata hai yani block ho jata hai.
Last word:
Toh dosto yeh tha Mobile number block karne ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila mobile number block ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Phone Pe क्या है ?|PhonePe से पैसा कैसे कमाएं ?
- Hotspot ke password kaise set kare!
- CBSE क्या होता है/CBSE बोर्ड के बारे में।