Shreyas Iyer biography in hindi!
Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.
Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.
Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.
Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.
Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Shreyas Iyer.
To dosto aiye is post par hum jante hai ki Shreyas Iyer ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.
Shreyas Iyer ke janm:
Shreyas Iyer ka janm 6 December 1994 ko Maharashtra ke Mumbai main huwa tha.
Shreyas Iyer ke family:
Shreyas Iyer ke pita ka naam hai Santosh Iyer or Shreyas Iyer ke mata ka naam hai Rohini Iyer.
Shreyas Iyer ke pura(full) naam:
Aise se to hum sabhi Shreyas Iyer ko Shreyas Iyer ke naam se hi jante hai, lekin Shreyas Iyer ka pura naam hai Shreyas Santosh Iyer.
Shreyas Iyer ke carrer:
Shreyas Iyer indian cricket team ki ek right handed middle order batsman hai.
Shreyas Iyer ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 1 November 2017 main New Zealand ke khilaf.
Shreyas Iyer ne ODI debut kiya tha 10 December 2017 main Sri Lanka ke khilaf. IPL debut kiya tha 2015 main Delhi Capital ki aur se.
Shreyas Iyer ne T20 match main debut kiya tha 2017 main New Zealand ke khilaf.
Shreyas Iyer ke International Cricket main high scores:
Shreyas Iyer ke ODI main high score hai 103 run, Shreyas Iyer T-20 main high score hai 67 run.
Shreyas Iyer ke ODI or T-20 main total runs:
Shreyas Iyer ke ODI main total run hai 807 run or Shreyas Iyer ke T-20I main total run hai 429 run.
Last word:
Toh dosto yeh tha Shreyas Iyer ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Shreyas Iyer ke bare main ke bare mein.
Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.
Ye bhi padhe:
- Jasprit Bumrah ke jeevan parichay!
- Rishabh Pant ke jeevan parichay!
- KL Rahul ke jeevan parichay hindi main!